Kuch kahi unkahi dil ki baatein
Untold Talks
LATE NIGHT
“THOUGHTS”
AUTHOR : VISHAL THAPA
Contents
Part - I
• Kuch Sawal Unsune Se
Part - II
• Ulaze khayal
..........................................................................
Part - I
“Kuch Sawal Unsune Se”
• Roz tera khayal ata hai,
Mujhse kra har sawal yaad ata hai,
• Tere bin kaise katunnga din
Har raat isi khyal mei nikal jata hai,
• Aise toh rote ni thy hum
Rote thy jab sote ni thy..,
• Par na jane usdin
Hum roye bhi aur soye bhi,
• Vo peheli peheli baat yaad ati hai
Fir tere se puchy har baat yaad ati hai,
• Tere mujh se har waqt puchna
Ab kaisa hai ab kaisa hai,
• Na jane kaha chale gaye vo din
Vo milne ki Khushi na jane
Kaha khamosh baithi hai,
• Mere chere ki hussi
Dekhne ko dua kr baithi hai,
• Tujhe kya laga tha
Pal bhar ka sath raha kar juda honge,
• Is par toh hum tute dil
ke aur pass honge,
• Abhi toh apne bane thy
Aur tune jane ki baat kardi,
• Chalo koi na hum kuch pal sath toh thy
Us pal sirf hum he toh tumhare khass thy,
• Sab kuch bhula kar tujhe yaad rakha
Aur har pal tune mujhe barbad kara,
• Tujh par elzam ni meri barbadi ka
Pyar ki mafi hai tujhe es Thappe ka,
• Socha ni tha ki hum jitne jaldi pass hue
Ussy zayda jaldi door hue,
• Ab na jane kyun
Tujhko yaad karna acha lagta hai
Tere puchy sawal sune ko dil chata hai,
• Galti teri ni apni thi
ShAyd esliye ye late night
THOUGHTS likhi thi
Part -II
“Ulaze Khayal”
• Ab tak hu mein es khayal mei
Untold Talks
LATE NIGHT
“THOUGHTS”
AUTHOR : VISHAL THAPA
Contents
Part - I
• Kuch Sawal Unsune Se
Part - II
• Ulaze khayal
..........................................................................
Part - I
“Kuch Sawal Unsune Se”
• Roz tera khayal ata hai,
Mujhse kra har sawal yaad ata hai,
• Tere bin kaise katunnga din
Har raat isi khyal mei nikal jata hai,
• Aise toh rote ni thy hum
Rote thy jab sote ni thy..,
• Par na jane usdin
Hum roye bhi aur soye bhi,
• Vo peheli peheli baat yaad ati hai
Fir tere se puchy har baat yaad ati hai,
• Tere mujh se har waqt puchna
Ab kaisa hai ab kaisa hai,
• Na jane kaha chale gaye vo din
Vo milne ki Khushi na jane
Kaha khamosh baithi hai,
• Mere chere ki hussi
Dekhne ko dua kr baithi hai,
• Tujhe kya laga tha
Pal bhar ka sath raha kar juda honge,
• Is par toh hum tute dil
ke aur pass honge,
• Abhi toh apne bane thy
Aur tune jane ki baat kardi,
• Chalo koi na hum kuch pal sath toh thy
Us pal sirf hum he toh tumhare khass thy,
• Sab kuch bhula kar tujhe yaad rakha
Aur har pal tune mujhe barbad kara,
• Tujh par elzam ni meri barbadi ka
Pyar ki mafi hai tujhe es Thappe ka,
• Socha ni tha ki hum jitne jaldi pass hue
Ussy zayda jaldi door hue,
• Ab na jane kyun
Tujhko yaad karna acha lagta hai
Tere puchy sawal sune ko dil chata hai,
• Galti teri ni apni thi
ShAyd esliye ye late night
THOUGHTS likhi thi
Part -II
“Ulaze Khayal”
• Ab tak hu mein es khayal mei
Ki tu ayegi mere es bure haal mei,
• Sochna ni tha ki kabhi
aauga main bhi pyar mai,
•Par shayad mein kabhi
bol paya hu Tujse Ki...
Yes, i love you
Chahata hu tujhe mein dil se
•Kya... Kya pta tha mujhe ki
ab ye ek tarfa he hoga
Jo har waqt mere sath hoga,
Jo har waqt mere sath hoga,
•Yaad hai mujhe tu royi thi... Mere samne
Haan yaad hai Kaise tu mujhe tang krti thi
Haan yaad hai mujhe kaise hum jhagarty thy
Har choti choti baat pe,
•Tere har waqt mujhe kaha ‘tujh se ab baat ni krna'
Fir na jane ganto phone pe baatein karna
•Tujhe...Tujhe dekh kho jata tha...
Jeeti bazi har jata tha
•Ab pata ni kyun sab khatam sa lagta hai...
Tere bina sab adhura sa lagta hai....
Tere bina sab adhura sa lagta hai....
•Tere jane se jaan se to ni gya par...
Na jane Jeena ka vazud sa khatam hogaya hai
Jeene ka vazud sa khatm hogaya
~Thapa
Na jane Jeena ka vazud sa khatam hogaya hai
Jeene ka vazud sa khatm hogaya
~Thapa
Like | comment | share
Follow me on:
Twitter: Vishalt16091151
2 Comments
'pyaar ki maafi'.. 👏
ReplyDeletethis line was lit.👍
if every heart were this much mature to accept the reality and move on, then surely the world would have been a better place to live and evils like revenge rapes and acid attacks would have been an alien concept...
Thank you, Hope you like our blogs post
DeleteKeep reading and sharing